Aaj Kal ke Dino Mein Bihar board ka practical Pariksha barvi class ka chal raha hai. Jo Vidyarthi ka practical subject wala subject hai aur sabhi ko practical Pariksha Mein Shamil Hona / Wale Hai. practical Pariksha Mein Kab Shamil Hona Hai Iski Jankari vidyarthiyon ke practical Pariksha ke admit card Mein Diya gaya hai. Yeah Pariksha 11 January se 25 January ke madhyantar chalta rahega. Ek dusre ka Pariksha ke liye Teen Char Dino KA Avanthi Kiya gaya hai. ISI ke dauran kisi Vidyarthi ka Pariksha Ki puri jankari Vidyarthi ke Pariksha ke exam centre par jakar ke Pata Kiya Ja sakta hai. Agar Kisi Vidyarthi ka Kisi Karan Bas Ek Vishaka practical Pariksha chhut jata hai ya practical Pariksha Mein Shamil hone mein aSamarth Ho Jaate Hain.
Bihar Board Practical Exam 2018 Ke Baare Me
Apne nidharit Avdhi par Pariksha Kendra pr pauach Karke Uske Pariksha Mein Shamil hone ke liye waha ke Kendra Adhyaksh se baat kar sakte hain, aur Shamil ho sakte hain. Aisee paristhiti mein agar Mein Shamil nahi hote hai. Vidyarthiyon ke liye ek bahut badi samasya Ho Jayega aur Aise Vidyarthi ka lagbhag kharab ho jayega. Kyunki uske baad practical Pariksha Kisi bhi Haal Mein Nahi liya Jayega aur Bina practical Pariksha ka number nahi hone ke karan Unka result Cancel/radd ho jayega. Aur nahi to compartmental Pariksha Mein Shamil Ho sakte hai.
practical Pariksha Kisi bhi Haal Mein
Isi Karan or Kisi bhi Haal Mein pritical Pariksha ko miss Na Kare, practical Pariksha. Agar Vidyarthi soch rahe hai ki Likhit Pariksha ke baad Bhi hojayege or Kiya Jayega, Toh Aisa kadachit nahi hoga. toh is varsh practical Pariksha pahle le liya ja raha hai. Agar aapko bhi practical Pariksha Mein Shamil hona hai aur Shamil Ho chuke hain & aur isse Judi Kisi bhi Prakar ki jankari prapt karna chahte hain toh- aap apna Naam email ID niche comment section Mein likh kar ke pooch sakte hain. Hum Ek Baar Phir Se batana chahenge ki Bihar Board 12 practical pariksha pariksha mein sahi Samay Tariq pars sameel Ho, Anaytha aapko bahut Badi Mushkil Ka Samna karna pad sakta hai.
Sir mujhe bass ye jaanna hai k practical me kese kese questions poochhe jaenge
Experimental question
Sir 12th science mai physics aur chemistry mai objective ki taiyari kaise kare
Bihar board intermediate exam Mein practical ka exam chhut gaya hai Sar Koi solution bataiye Humko please help me sir
Sir please help kijeye mera 1 year kharab ho jayega mera main exam bhut acha gya hai
Mera vi chhut gya sir ab ham kya kre
Sir mera practicle ka exam choot gaya. Ab hum kya kre Arts ka psycology ka choot gaya hai
Ab koi upay nhi hai, agle stra me hoga
Mera improment exam hai entrepreneurship ka practical exam chhut jaya hai kya mera result fail aayega
Please reply digiyega sir
Pending hoga
Special exam bhi hoga is baar