Bihar Board Matric/10th Rijalt 2018 Kab Tak aayega

By | June 19, 2018
WhatsApp WhatsApp Group WhatsApp Join Now
Telegram Telegram Group Telegram Join Now

Bihar Board ne sabhi vidharthiyo se Dashmi Ka Board Pariksha Feb Last tak le liya tha jisne BSEB Matric Pariksha me bhag lene ke liye form bhare the aur yogay the. Pariksha Khatam hone ke pure ek mahina ka baad ab vidharthi sab jo ki smart mobile phone 4G Volite use kar rahe hai chahe wah Jio ka hai ya Airtel or anay kisi ka khoj rahe hai ki Vihar Boad Dasmi ka rijalt kab tak net par aayega, Kya Dasmi priksha ka rijalt message ya email ka doaara aaygega. Kyoki is baar Bihar board Dasmi ke registration ke samay vidharthi ka email id tatha mobile number liya gaya tha. Niche isse judi jankari tatha link diya gaya hai.

Bihar board 2018 Matric Priksha ka Rijalt

Kya Bihar Board dasmi class board pariksha ka rijalt net par April ka last me ya may ka suru me de degi. kai vidharthiyo ne yah comment ka madhyam se puchha hai ki Kya Bihar Board 10th Result online ek hi website par check kiya ja sakta hai or anay kisi aur website par bhi chek kiya ja sakta hai. Hum Baatna chahte hai ki Bihar board ka result parner website hai all India result dot com is website par hi result uplabadh hoti hai tatha result ab bihar skill mission website par bhi uplabh ho sakti hai.

 

Matric Result will be announce on 20/06/2018 

Bihar board Xth Result online Newspaper website

Kuchh website jo ki newspaper wala chalata hai unke website par bhi bihar board class xth ka rijalt check kiya ja sakta hai. Bahut vidharthi ye bhi janna chahte hai ki internet par class dus ka result kaise check kiya jayega. Result check karne ki liye ka tarika hoga awam roll code aur roll number ke saath kya dalna padega. To Hum bate de ki result check karne ki liye aapko dasmi me diye gaye admit card par print roll code & roll number ke doaara check kiya ja sakta hai. kaise jane niche jo ki step wise diya huya hai.

Bihar Board Xth Result Check karne ka Tarika

  • Sabse pahle apne mobile or laptop/desktop par internet browser kholiye.
  • Google.com website jo ki search engine super website hai visit kare.
  • Bihar Board Dasmi Rejalt 2018 online check search kijiye.
  • Website ka details result ke sath link khulega ho sakta hai resultfor.in ho
  • Is website par aane ka baad diye huye information pade.

Aapka Bihar Board Dasmi Result check karne ke liye direct link diya hoga.

Click kare phir aapse roll code ke saath roll number dale aur find result or search result par click kare.

SSC ASI Exam ResultsPlease note: Result Class Xth Bihar board ka May 2nd Week tak aa sakta hai (Expecting)

Aapko aapka result mil jayega.

Bihar Board dasmi result announce hone ki koi phi jankari hume school/College or internet awam newspaper se milegi hum is website par update kar denge. Agar aap bhi bihar board Class Tenth result ke baare me kuchh puchhna chahte hai ya batana chahte hai to comment ke madhayam se kar skate hai. Sabhi Bidharthiyo ko shubhkamana result board exam 2018 class Xth ka achha ho!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *