Bihar Board ne inter scrutiny ka result lagbhag sabhi vidharthiyo ka ghoshit kar diya hai. Jo Vitharthi BSEB 2018 Scrutiny ka Aavendan kiya tha un sabhi vidharthiyo ka suchit kiya jata hai, waise sabhi vidharthi apna apna result Bihar Board challenge ka ab login ke madhaym se check kar sakte hai.
BSEB Inter Challenge Result Kaise Check Kare
Bahut Vidharthi khoj rahe hai ki Bihar board scrutiny ka result kaise check kare, Scotiny result check karne ka website awam bihar board inter skutiny ka result ka aayega. Agar aap bhi ye sab khoj rahe hai to is website par aap sabhi ko yah jankari ke saath BSEB 12th Scrutiny Result check karne ka link bhi diya huya hai.
Bihar Board Scrutiny Ka Result Kab Aayega
Bihar Board Scrutiny Ka Result aa Chuki hai sabhi vidharthi apna Bihar Board inter scrutiny ke login detail ke doaara Bihar Board Scrutiny ka result check kar sakte hai. Scrutiny ka Result check karne ke liye vidharthi or Result check karne wale person ko nimankit chije ka jankari dena hoga.
- Roll Code
- Roll Number
- Choose Faculty – Arts/Science/Commerce/Vocational
- Enter Mobile Number –
The number which provided registration time of Scrutiny/Challenge
BSEB XIIth Scrutiny Ka Result Kaise Check kare?
Bihar Board Scrutiny Ka Result Online Check Karne ka Tarika English me
Bihar Board Scrutiny/Challenge ka Result Check karne ka website
http://bsebssresult.com/scrutiny/
Upar diya gaya url Scrutiny Result check karne ka website hai. Aap sidhe diye gaye URL Visit karne tatha Registrated User par click karke apna user id detail dal kar check kar sakte hai.
Sabse Pehle BSEB INTER Scrutiny Result link Par Click Kare
- Phir Apna Roll Code Dale
- Phir Roll Number Dale
- Phir Stream Chule
- Apna Mobile Number as Password Dale
- Phir Login Par Click kare
- Phir Scrutiny Dashboard khulega
- Apna Phir Roght Side buttom par Scrutiny Result Report par click kare
- Old Result and New Result with Result status aapko dikhega.
Abhi bhi aapko result check karne me koi asubidha ho ya phir bihar board challenge or scrutiny Result ke baare me koi jankari chahiye to aap comment ke madhyam se puchh sakte hai.
SIR MERA ROLCODE 42001 OR ROLLNUMBER 18010130 please check my result