bihar board 2018 inter pariksha naya pattern | BSEB 2018 exam question ka prakar change

By | April 2, 2023

kya haal hai aap sab logo ka jo Bihar Board se is baar barhmi ka board pariksha dene jaa rahe hai. Aasha karta hu ki board pariksha ki taiyari thik se chal rahi hogi. Aap sab logo ko yah janna jaruri hai BSEB 12th Exam ka pariksha ka pattern badal gaya hai. Is war se yani ki Board exam 2018 inter bihar board me ab pachas partishat question ab ek number ka vikalp wala hoga. yah sari jankari kon subject me kitana MCQ wala question aayega, janne ke liye click kare. Bihar Board me ab 50 % question objective type ka yani ki oapsan wala hoga. 

Bihar Board 10+2 Exam Model Question paper 

BSEB Exam 12th Board Exam Question Paper (subject wise prashan ka format) ekdam extact usi prakar ka hoga. Attah aap sab vidharthi jo beehar borad inter ka naya question format ke liye aap official jankari wo bhi pure hindi me niche diye gaye link se download kar sakte hai. Aap sabhi vidharthiyo jo exam me bhag lene wale hai wo sab ab jayada se jayada objective type ka question ka practical kar sakte hai. isse aap ko jalda se jayada optionala question ka uttar sahi sahi de pane ke saath hi aapko short or long type question jo 2 or 5 number ka puchha jayege. uska uttar dene me aashani hogi. 

Inter pariksha ka format 2018  – Hindi me 

Isse ab pahle se jayada question aayega vikalp ke taur par jisme me se aap wo or koi alag vikam question prashan diya jayega. Naya format jo ki revised exam pattern ko kaise download kiya ja sakta hai jankari niche diya gaya hai. 

Kena Bihar board ke question format download Kari 

  • Sabse Pehle Bihar board ka official website www.biharboard.ac.in 
  • waha par aap English me likha aayege flash menu me – 
  • Allocation of Marks in accordance with the Revised format of Question Paper for Senior Secondary Annual and Supplementary Examinations 

is par click karne ke baad aap ko har question paper me kaise prashan aur kitne number ka aayega sara jankari subject category (group) wise aayega.  

One thought on “bihar board 2018 inter pariksha naya pattern | BSEB 2018 exam question ka prakar change

  1. sanjeev kumar sahni

    sir, will the model set be published or not by the bseb patna this year

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *