Kya haal chal hai dosto, Ummid karta hu ki achha hi hoga, aur yah bhi aasha karta hu ki jo vidharthi bihar board inter praiksha me shamil hone wale hai 2018 feb ke mahine me. Sahi dang se padhi ke saath hi saath pariksha ka parectice karna bhi bahut jaruri hai. Isi pratice ke udheshay se hi aap log bhi Bihar boad ka inter pariksha 2018 ka sample paper dundh rahe honge. Jaisa ki app sabhi ko yah pata hoga hi ki Bihar board ne inter pariksha ke question format me bada hi behtrin badlav kiya hai. Is karn wash Board ne bhi Bihar Board 2018 Modal paper naya pattern ka official website of upload kar diya hai.
Naya exam pattern bihar board model exam paper 2018
Sabhi vidharthi ko exam me shamil hona chahte hai, wo sabhi bidharthi bihar board ke website se 2018 exam ke naya question format ka modal paper download kar sakte hai. sabhi tarika aur jankari humne nichche mention kar diya yah. is tarika se aap bhi naya model paper bihar board ka download kar sakte hai tarika bihar board 2018 pariksha ke model question paper download karne ka.
Bihar board 2018 naya model paper kaise download kare
- Sabse pahle bihar board ke official website par jaye.
- Official website Bihar board ka www.biharboard.ac.in hai.
- phir sabse niche footer wala section me “Intermediate examination 2018 model paper” par click kare.
- phir ek naya window khulege niche diya gaye subject anusar
Language | Arts |
Arabic | SOC 100 Marks |
English I.A (Optional) | Home Science 70 Marks |
English I.A MAL-ALT(Comp) | Philosphy 100 marks |
English ISC and I.COM (Comp) | Political Science-100 |
English ISC and I.COM (Optional) | Geography-100 |
Hindi I.A-LL (OPT) 100 Marks | History-100 |
Hindi I.A-LL-NRB (COMP) 50 Marks | ECONOMICS |
Hindi ISC-ICOM-LL (OPT) 100 Marks | Psychology |
Hindi ISC-ICOM-LL- NRB (COMP) 50 Marks | |
Sanskrit I.A 100 Marks | |
Sanskrit I.Sc. and I.Com 100 Marks | |
Urdu Arts 50 Marks | |
Urdu Arts 100 Marks | |
PERSIAN-100 | |
MAITHILI 100 MARKS | |
MAITHILI 50 MARKS | |
Bhojpuri | |
I.COM-IS.CPALI | |
IA-PALI | Commerce |
Magahi | Entrepreneurship-70 |
Accountancy-100 | |
Business Study-100 | |
All update details here | ECONOMICS-100 |
BANGLA 100 MARKS | |
Science | |
Biology 100 Marks | |
Math-100 |
Resource – BSEB official website – www.biharboard.ac.in
Ab Aap jis bhi subject ka modal paper download karna chahte hai app download kar sakte hai.
kya sir sirf ek hi set ka model paper rahega
kya sir jabab dijiye please
nawada raypur bijeeli katihar